Dear Saniya

Saniya, jo kuch Ali ne kiya wo uski tarbiyat thi asi. Lkin aik mard or larka honay kay natay mujy dukh howa mein nahi chahta ke aapka dil un ghatiya baton ki wajah se udaas rahe. Aapki izzat sabse barri hai merey liya.
Kaya maf kar diya ap nay?

You're Best! 💖

Shukriya Saniya! Aapka dil waqayi bohot barra hai. Hamesha aise hi muskurati rahein aur apni izzat par kabhi samjhota na karein kyunke aap bohot special hain ahmm...
Kaya ap khush hain?

Always Together

Ye hui na baat! Hamesha aise hi khush rahein.

Yaad rakhna Saniya:
Main hamesha aapke sath hoon. Kabhi bhi zarorat ho toh bas aik baar bol kar dekhna, main haazir hoon.
🌸

"Aap akele nahi hain."